रविवार, जून 02, 2019

18 SAAL SE KAM UMAR KE BACCHO KA PAN CARD KAISE BANAYE

HELLO DOSTO MAIN HOON GANESH Aaj hum aapko 18 saal se kam umar ke baccho ka pan card banana sikhayenge to chaliye shuru karte hain -NOTE-Baccho ka pan card banane ke liye same bahi process hai sirf kuchh different hai -apply----> form ko pahle ki tarah fill karna hai jaise 18 years walo sabhi detail bharni hai ---different-- ---jaise hi aap 18 barsh se kam vyakti ki aayu bharenge aur jaise hi bahar click karengne to apne aap 14 numaer wali step par redirect pahuch jayenge aur bahan par aapko us vyakti ka name address jiske jariye bacche ka pan card banana hai agar aadhaar card par sirf mata ka naam hai pita ka nahi hai to mata ka address proof step number 14 me bharna hai aur agar aadhaar card me pita ka naam hai to step number 14 me pita ka address proof bharna hai uske baad upar step 5 thk form fill ho chuka tha ab step 6 me agar bacche ke mata pita dono hai to ---(NO)---par tick lagana hai agar only mother hain to ---(YES)----uske baad father ka address fill karna hai aur aur father option ko select karna hai ----office adderes ko empty rahne do aur banki same 18 years wale vyakti ki tarah form fill karna hai aur last me step number 16 me ---REPRESENTIVE ASSESSEE--- -ko select karna hai aur sumbit kar dena hai uske baad form ki printout nikalne ke baad ----form par bacche ki photo aur fopm me aadhar details bas sirf do cheeje hi lagegi aur signature mata ya pita ke lagege agar signature pita ke ho to aur badiya rahega

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें