सोमवार, जून 17, 2019

Compute Me Kisi Bhi Folder Ko Kaise Hide Kare

Hello Dosto Mera Naam Hai Ganesh' aaj mai aapko computer me folder ko hide karna bataunga to chaliye start karte hain
Step:1 us folder par right click kijiye jis folder ko hide karna chahte ho aur sabse last me PROPERTIES par click kijiye aur aur new page open hoga < naam ka option show hoga us option ke aage tick laga digiye aur apply aur ok par click kar digiye aur ab aapka folder HIDE ho chuka hoga

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें