सोमवार, जून 03, 2019

MOBILE SHORTING PROBLEM SOLUTION

Kisi bhi phone ki shorting problem ko ko kaise remove kare step by step to chaliye shuru karte hain ----step:1-multimetar ko beep mode par set karna hai ----step:2-mulimetar ki donf prob ko aapas me takrane se beep sound aayega ----step:3-mobile phone ke battery connector me red prob ko connector ke plus me touch karna hai aur black ko ground(-) me touch karna hai agar multimetar me beep sound aaye ga to phone full short hai aur agar beep nahi aa rahi sirf reading show kar raha hai to haaf short hai

Shorting 90% capacitor me hoti hai aur charging section - network section me hoti hai shortin ko nikalne ke liye capacitor ko pcb se ek ek karke remove karke check karna hoga agar 2-3 capacitor nikaal diye jaye to bhi phone baisa hi work kare ga jaisa pahle karta tha ye sab step fallow karne ke baad shortin remove ho jaye gi

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें