शुक्रवार, जून 21, 2019

Compute/Laptop Me Hard Drive Hide And Unhide Kaise Kare

Namaskar dosto main hoon Ganesh aur app aaj ke post me janenge ki computer/laptop ki hard drive ko hide and unhide kaise karte hain to chaliye start karte hain Sabse pahle computer ke start button par click kijiye aur search box me COMPUTER MANAGEMENT type karke search karna hai uske baad us par click karna hai aur phir DISK MANAGEMENT par click kijiye aur aur aapko vahaan par all computer ki hard drive show hongi ab aapko us disk par right click karna hai jise hide karna chahte hain us par right click karne ke baad CHANGE DRIVE LETTER AND PATH ka option milega us par click kijiye aur phir REMOVE CjrHKqNK1GgYL5alBcBgCLcBGAs/s320/Hide-Drive-02.png" width="320" height="219" data-original-width="677" data-original-height="463" /> par click karna hai aur ok par click karne ke baad yes par click kijiye aur ab back jakar compute/laptop ko REFRESH kijiye aur ab aapki HDD hide ho chuki hogi UNHIDE COMPUTER/LAPTOP HDD Partition ko unhide karne ke liye same vahi process hai unhide karne ke liye COMPUTER MANAGEMENT aur phir DISK MANAGEMENT aur sabhi drive disk management me sabhi dish/drive show hongi jo drive hide hai urpar right click kijiye aur CHANGE DRIVE LETTER AND PATH par click karne ke baad ADD button par click kijiye aur ok and yes karne ke baad computer/laptop ko refresh karne ke baad drive show hone lagegi
to dosto kaisi lag i yah post comment karke jaroor batan milte hain agli post me tab tak ke liye bye

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें