Hello friends mai hoon Ganesh aur aaj aapko main usb pendrive me password lagana sikhaunga to chaliye deri na karte hue start karte hain
Step:1 usb pendrive ko computer/laptop se connect kare aur uspar jakar right click kare
Step:2 turn on bitlocker par click kare aur new password enter kare aur next par click kare
Step:3 iske baad password recovery selet SAVE A FILE par click kare aur is save ki hui file ki jaroorat tab hogi jab aap password bhol jayenge
Step:4 uske baad do option show honge usme se sabse pahle wale option ko select kare aur next par click karne ke baad last me START ENCRYPTING par click kar de aur kuchh samay ke baad proccess complet ho jane par password lag jayega (proccessing time usb ke size par nirbhar karta hai)
To dosto kaisi lagi yah post try karke jaroor dekhna aur phir hume comment karke batana to milte hai agli post me tab ta ke liye bye
शुक्रवार, जून 21, 2019
Usb Pendrive Me Password Kaise Lagayen
About Ganesh Kumar
Hi friends my name is ganesh and welcome to this beautiful blog of mine, friends, on this website, I tell you about some interesting facts about science technology and electronics, I often visit this blog about electronic circuits and mobile repairing and other things. Let me tell you some important things about repairing electrical appliances, if you have any interest in electronics, then you can learn a lot by visiting this blog of mine.
Related Posts:
New Triks
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
Nice track
जवाब देंहटाएं