शनिवार, जून 22, 2019

Compute/Laptop Me Folder icon Par Checkbox Selection Kaise Activate Kare

Hello dosto main hoon Ganesh aaj mai aapke liye folder se related post lekar aaya hoon jis se aap without ctrl key press karke ek ek file ko select kar sakte hain to chaliye shuru karte hain
Step:1 sabse pahle computer/laptop me contro panel ko open kijiye aur folder naam ke option par click kijiye
step:2 uske baad upar VIEW par click kijiye
aur USE CHECK BOXES TO SELECT ITEM par click kijiye aur apply par click kijiye aur ab computer me folder par check box lag jayenge

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें