Hello Dosto Kaiso Ho Aap Sab To Dosto Aaj Ki Is POst Me Maim Aapko Aay Praman

Patra Ko Kaise Apply Karte Hain Apne Laptop Y mobile Se Bahut Hi Easy Step Main

Doston Aapko Pata Hoga Ki Aay Praman Patra Ka use bahut si jagah hota hai to yah bahut

hi jaruri document ho gaya hai aur iske alava jati praman patra nivas praman patra bhi

istemaal kiye jate hai filhaal in dono ko kis tarah se apply karte hain wo agli post me

janege ajj ki post me main aapko bataunga ki aap kis tarah se aap khud kis tarah se apne

mobile ya computer se kar sakte hain to chaliye shuru katre hain aaj ki post------

Step1- Sabse pahle aap apne computer ya mobile me kisi bhi browser ko open kijiye aur usme

type kijiye Edistrict ya CLICK HERE par click karke aap iski official website par pahunch
jayenge iske baad aako kuchh is tarahka page dikhai dega

isme aapko sabse upar CITIZEN LOGIN E-SATHI likha dikhai deha aapko uspar click karna hoga

aur phir ek naya page open hoga jis tarah aapko neeche image me dikhaya gaya hai

jisme aapko login id aur password dena hoga aur aap login hokar portal ke andar enter ho jayenge

dosto agar aapko nahi pata ki is portal ka id password kis tarah se bilkul free me kaise banate hain

to aap mujhe comment box me batana to main uski post bhi aapko provide kar dunga bilkul easy way me

ab aapko is portal ki sari services show hone lagengi ab aapko jis tarah se aapko image me dikh raha
hoga isme se

aap jisbhi service ka form apply karna chahte ho to aapko us par jakar click karna hoga

jaise main is post me aay praman patra(income certificate) ko apply karunga to maine us par click kiya

iske baad kuchh is tarah form open ho jayega jaise neeche image me dikh raha hai

Ab aapko isme step by step form ko fill karna hoga jaise sabse pahle aapko jis ka bhi aap income

certificate apply kar rahe ho uska naam hindi me dalna hoga aur phir uske neeche me english me naam dalna

hoga aur phir aavedak ke pita/pati ko select karke unka naam english me bharna hai aur mata ka naam dalna

hain

jis tarah se aapko imge me aapko red color se text box ke upar squre khicha huaa hai un sabhi ko fill kar

dena hai aur aapko document ko upload kar dena hai dhyan rahe ki document ka size bana hoga jisme aapko

photo ka size 20kb ke kam hona chahiye aur aadhar card swapramanir ghosna patra ka size 100kb ke andar hona

chahiye aap size ko microsoft picture manager se resize kar sakte hain aap Microsoft Picture Manager se kisi

bhi photo ka size change kar sakte hain aur photo ka file format bhi change kar sakte hain to dosto agar aapko

nahi pata ki aap Microsoft Picture Manager se photo kis tarah se editkar sakte hain top mujhe comment box me

jakar bata sakte hain to main aapko uska post aur video provide kar dunga

aapko apna aadhar number dalna hain aur praman patra banbane ka karan batana hoga jis bhi kaam ki liye

bana rahe hain jaise pension, kshatrvrati, ke liye agar aap kisi aur kaamke liye bana rahe hain to

aapko anya par click karke ek naya box open hoga usme aap banbane ka kara bata sakte hain ab aapko

ab aapko document upload karna hoga sabse pahle aako aavedak ka photo 20kb me upload karna hoga aur phir

swapramanit ghosna patra ko 100kb ke andar upload karna hoga aur uske baad aadharcard ko upload krana hoga

aadhar card ko upload karne ke liye anya ke option ko select karna hai aur phir aapko ek naya box show ho jayega

useme aap aadhar card likh kar aadhar 100kb ke andar me choise kar ke upload kar digiye ab aapka form complete ho

chuka hai ab aap neeche likhe DARJ KAREN par click kar dijiye iske baad aapke samne is tarah ka page
show ho jaye ga
jisme aapko is form ki detail dikh jayegi jisme aapko form ka registration number mil jayage isko aap kisi copy me

note karke rakh ligiye jis se aap iska status check kar saken iake baad aapko sabse neeche SEVA SULK BHUGTAAN par

click karke iska 15 rupay ka bhugtaan kar dena hai ab dosto aapko iska status check karte rahna hoga jab bhi yah

redy ho jyega to aap isi portal se usko print kar sakte hain
to dosto kaisa laga yah post agar aapko yah post achha laga ho to aap mujhe comment box me batana aur aap aone

youtube channel LEARNING TECH JI ko subscribe jaroor karna aur ghanti ke button par click karke all notification

par click kar dena jis se jab bhi main koi bhi nai is tarah ki video ko channel par upload karunga to aap use sabse

pahle dekh payenge to chaliye dosto milte hain aisi hi agli post mein----- thank you

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें